Gay story

Gay story Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Gay story, Gay bar, India Gate.

11/08/2025

मै आज एक नई गे स्टोरी लिखने जा रहा हूँ अगर अच्छी लगे तो मएरे पेज को प्रमोट करे

12/04/2023

Hi friends Sunday ko mai apke liye ik new gay story lekr aa raha hu jisme gay couple ik married life bhi jiyenge aur apne future ka plane krenge

09/04/2023

Story 4( bewafa bottom)part3

Aur khud m hi centralised ho gaya uski jindagi tham gayi vo uska loyal tha uski life m bahut se option aaye move on krne ke but usane mana kr dya fir bottom ne fank I'd bana kr us se bat ki tb usane use mana kr diya to usane use bahut gali di to top ne use block kr diya kyuki use nahi pata tha ki ye vo hi h fir din bitate gaye top uske pyar m khota gaya uske intjar m diwani si halat ho gayi fir ik din us bottom ne fir fank I'd bana kr us se bat ki is bar bhi top ne ye bol kr mana kr diya vo relationship m h kuchh din bat hoti rahi vo use gumrah krta raha vo uske pyar m itana khoyabthabki use sab samne hote huye bhi ye samajh n aaya ki vo yahi h samajh aaya tb bhi vo yakin nahi kr paya ki vo aisa krega fir kuchh din bad usne top ko galiya dena startbkr diya aur ye bola ki vo uske bottom ka dost h usne uski galiyo ka jabab nahi diya kyuki use lagatabtha ki agar ye uska bottom hua to vo khud ko maf nahi kr payega fir usane khud bola ki vo us bottom se bat kre usake bar bar bolne pr us top ne us se bat ki fir dono mile bottom sirf usko use krne ke liye mila tha kyuki use us se kaam tha ye bat us top ko bhi pata thi ki jab tk uska kaam h tb tk hi vo us se bat kr raha h Kam nikalne pr ye fir se vahi karega but fir bhi top ne uski madat ki uski care ki use vo sab denw ki koshish ki jo uske pass tha fir vahi hua bottom ne kaam nikalne pr use fir se thokar maar du but is bar use pata tha ki vo aisa karega to usne use nahi roka Jane diya is bar bottom ne samne se use gali di but top ne use palat kr gali nahi di kyuki usaka manana h ki agar samne wala galat h to uske sath galat bartav kr ke vo khud ko galat nahi banayega vo uske is vyavhar ka jabab apni achchai se dega doato apko kya lagata h ki top ko kya krna chahiye kya use move on krna chahiye kya use bhi bottom ke sath vahi krna chahiye jo usne usake sath kiya apna jabab hame comment ma bataye aur agar koi story h to mujhe bataye thanks for reading this story' love you guys 😘😘😘😘😘

09/04/2023

Gay story 4(bewafa bottom) part 2

Top ki parvah badh rahi thi aur bottom ki bevafai dono ke b**h m sab kuchh badal rahabtha top use behad mohabbat krta ja raha tha bottom bewafai fir ik din aisa hua ki us bottom ne top ko bahut beijjat kiya aur khud se door Jane ko bola top fir bhi use manata raha but bottom hamesha use har jagah nicha dikhata raha but top use aur bhi ijjat deta raha fir ik din us bottom ka accident ho gaya usane sabhi se bola ki uski help kre but koi iske liye taiyar nahi hua fir usane us top se bola to vo khud ko rok n paya bina kuchh kahe hi uski help ke liye taiyar ho gaya har roj use ready krta pyar krta yaha tk ki use shoes tk pahana uske apne ego aur self respect ki parvah bhi nahi ki kuchh din bad vo thik ho gaya aur fir se vo us se isi tarah pesh aane laga top ko bura laga but usne kuchh nahi kaha fir ik din uske samne hi darwaja bnd kr ke bola chale jao jab usne bola kyu kr rahe ho to usane bola tumhare andar ki self-respect Mr chuki h kya jo abhi bhi yaha khade ho top chup chap vaha se chala aaya din bitate gaye top ka dard badhata gaya udhar bottom. Roj ik naye se relation banata group s*x bhibkrna start kr diya fir ik din bottom ko s*x injury ho gayi kuchh din tk vo shan't raha jaise hi thik hua usane fir vahi sab start kr diya fir usne ik lagake se relation banaye jisane uska video bana liya aur use blackmail kiya aur paise liye dusari taraf top ne sab se bat krna tk chhod diya yaha tk apne normal friends se bhi door ho gaya

07/04/2023

Gay story 4 (bewafa bottom) part 1
Hello dosto aaj ki story mai ik aise jode pr likhane ja raha hu jiske pyar ka mane khud bhi bahut majak udaya h but kl usane kuchh aisa kiya h h jisase mujhe ye ahashash hua ki sach m pyar ka koi gender nahi hota h aur real love m insan kuchh bhi kr skta h isame top behad loyal h aur bottom utna hi charector less

Ye bat 3 saal pahale hi h jab ik top pahali baar gay life m kadam rakhata h use nahi pata hota h gay life kya h use insab ke bare m face book se hi pata chalata h use apne ik partner ki talash hoti h jise vo khoj Raha hota h use ik din gay app ke bare m pata chalta h aur vo use download krta h aur us pr apne partner ko dhundhane lagata h
Kuchh din bad use ik insan milta h jo ki iske sath relationship ke liye bolta h dono milte h aur jis din dono physical hote h top ko usase Behad muhabbat ho jati h aur vo sab kuchh band kr ke uske pyar m aage badhna start kr deta h but bottom uske pyar ko sirf msti ke liye hi use krta h roj ik naye se milta h aur us se jhunth bolta h vo sirf uska h top us pr ankh band krke bharosha krta h kuchh din bad bina bataye top uske pass chala jata h to vo use kisi aur ke sath dekhta h jis se top ko bahut hurt hota h aur us se bina kuchh kahe chup chap chala aata h kuchh din bad jab vo puchhata h to bottom mana kr deta h ki vo kisi se mila h top us se kuchh nahi kahata h aur uske liye bahut kuchh krne lagata h jaise jaise din bitate ja rahe the top ki parvah pyar

20/03/2023

Hi friends mai apke liye ik nayi story le kr aaya hu ye story meri koi kalpna nahi h kisi ki real story h is story ka nam h bewafa bottom 4 story part 1
Isame ik bankar h aur ik teacher dono gay life m ik dusare ka sath nibhane ka wada krte h fir top to apne Wade ka pakka nikalta h aur vo aaj bhi use hi apna pyar Manta h but bottom use bhul kr usake pyar ka majak banakr usake emotions se khelata h aur anek relation banata h aur top ko har jagah beijjat krta h aur fir use apni life se nikal deta h top fir bhi usi ka hi rahata h kisi ko apni life m jagah nahi deta h aur usaka intjar krta h

01/03/2023

Hi friends I come on this I'd after a long time

14/01/2023

Hello friend happy makar Sankranti meri agali story kon kon padhana chahata h vo comments kre

06/01/2023

Do din bad unka camp khatam hua ar dono vapas aa gye ab dono bahut hi khushi se sath rahate h ar har jagah ik sath jate h dono ko jindagi ki sari khushiya mil gayi h dono shadi Krna chahate h dekhate h ki inki shadi hogi ya nhi

03/01/2023

Gay story 3 part 3
Dono jaldi uthakr ready hote h ar camping ke liye nikalte h vaha raste m Sumit ke pair m moch aa jati h siwam use apani baho m uthata h ar use god m lekar age badhana start krta h jab baki sbhi unhe is tarah se dekhate h to vo bahut hi hairan ho jate h ki ye kya h ik ladaka bolata h gf h kya ? Siwam Sumit ho nichte utarta h ar us ladake ko bulata h ar use jor ka thappad Marta h to sabhi log siwam ko dekhane lagate h jab teacher ne puchha kya hua to siwam ne jabab nhi diya teacher ke bar bar puchhhane pr siwam ne Sumit ko khada kiya ar usake samne ghutano pr bath kr apane pyar ka ijhar kiya ar jindagi bhar sath dene ka wada kiya ye dekh kr sab shant the but 2 minutes ke bad sab clapping krne lage ar teacher ne bola beta Sumit ke par m chot lagi h aap ise lekar hotel m jao jate huye doctor ko dikha dena dono vapas chale aaye room pr aakr siwan ne Sumit ke pair ki moch nikali ar spray lagaya ab dono so gaye

Address

India Gate

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Gay story posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category