Md Asif Masud

Md Asif Masud Personality has power to uplift, power to depress, power to curse, and power to bless!

27/09/2018
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hy,Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hy,Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki...
10/10/2017

Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hy,
Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hy,
Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki,
Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta hy

Kash mera b hota aisa apna koi Jis k dil mein khayalo mein or dua mein rhta mera naam
13/09/2017

Kash mera b hota aisa apna koi
Jis k dil mein khayalo mein or dua mein rhta mera naam

Jitna chaho bolo Jo mn mein aaye bolo Jab tak saansen chalty rahenge Tab tak insaan bolte rahengeDuniya ek chidiya ghar ...
12/09/2017

Jitna chaho bolo
Jo mn mein aaye bolo
Jab tak saansen chalty rahenge
Tab tak insaan bolte rahenge
Duniya ek chidiya ghar
Or hm sab ek se badh k ek chidiya yahan
Akhir ek na ek din pankhh b thak jaye ga
Or chidiya b dheere dheere gidta rhyga
Jis din chidiya gid gaya
Us din se smjho udne ki spna b dekhna naseeb na hoga
Phr kyaa..
Phr asmaan k upar b duniya hai
Jaha sbko jana hai
Woha bolne ki ijazat nhi koi
Sirf MALIK k har sawal ka jawab dena hy
Duniya ki ayesho araam ki zindagi to guzare hm sare
Yaha ki har imteehan koi par kar paya
To koi har gaya
Kya hm kabhi us duniya ki sochein hy kabhi
Jaha ek imteehan par karne se
MALIK apne har bande ko duniya se b bada ghar
Or umar bhar ki khushi sath mein wo asman b dega
Jaha g bhad k udne se na koi thakan mehsoos hoga
Or kabhi us zindagi ki khushi km hoga..

Sb Fake 😝😬😝

Manzil ka nazaar aana to zayaz thaHum b to aznabi rahon se dil laga baithy thy  πŸ‘Έ  πŸ‘ͺ #Γ† πŸ‘²  β€πŸ‘ˆSe☝jnta hy😘
08/07/2017

Manzil ka nazaar aana to zayaz tha
Hum b to aznabi rahon se dil laga baithy thy

πŸ‘Έ
πŸ‘ͺ
#Γ† πŸ‘²

β€πŸ‘ˆSe☝jnta hy😘

03/07/2017

Best Moment Of Life. . . .When YouNeed To Tell Someone Your FeelingsBut You Can'tYou JustHug The PersonAnd That Person Says In Your Ears. . . ."I Understand. . .❀❀❀

Chhupne Chhupany Ki Batein To Log Aise Karte Hy Jaise Kahne Wala Khud Ek Farishta Hy Chaar Din Ki Chandni Do Pal Ki Zind...
24/06/2017

Chhupne Chhupany Ki Batein To Log Aise Karte Hy
Jaise Kahne Wala Khud Ek Farishta Hy

Chaar Din Ki Chandni Do Pal Ki Zindagi Mein

Do Din Beet Gaye Chandni Talash Ki
Ek Pal Nikal Gaya Maan Mein Hajaro Shaq Se Bhara Ek Shaksh Ki Lot Ne Ki Intezaar Mein..
Mout Aayega Or Le Jayega Humein
Lekin Wo Nahi Aane Wale
Nayi Zindagi Mubarak Ho Aapko

08/06/2017

Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hain,
Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hain,
Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi
Shayad issi anokhey ehsaas ka naam pyaar hai.

Mohabbat to barish haiJise chhoone ki khwahish me Hatheliya to geeli ho jate hai Magar hath hmesha khali rehte hai
07/06/2017

Mohabbat to barish hai
Jise chhoone ki khwahish me
Hatheliya to geeli ho jate hai
Magar hath hmesha khali rehte hai

Address

Hairaan Gali, Pareshaan Road, Door/420
Hyderabad
210001

Telephone

917075911601

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Md Asif Masud posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share