Shayri terminal by SAROJ

Shayri terminal by SAROJ Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Shayri terminal by SAROJ, Delhi.

07/12/2018

हर किसी से मिलना मिलाना नहीं अच्छा और चुकने वाला निशाना नहीं अच्छा दिल देना हॉसो हवाश में समझ बुझ के आज कल दिल का लगाना नहीं अच्छा

07/12/2018

काटो की हिफाज़त में रहते है चमन वाले और फूलो को मसलते ह फूलो से बदन वाले ये सहर तुम्हारा है चाहे जो सजा दे दो हम लोग है परदेशी और तुम हो बतन वाले

02/05/2017

bure naseeb ki agrayi se na ghabrana.
sapat jheel ki gahrayi se na ghabrana.
jo dil se pyar kiya hai mere dost sachayi se na ghabrana.
gali ke log uthayege ungliya tum pe duniya ki ruswayi se na ghabra na

21/12/2016

Nigaho pe nigaho ke pahre hote hai
Nigaho ke gao bade gahre hote hai
Na Jane kyo koate hai log badsurat chehre ko barbad Karne wale to khubshurt chehre hote hai.

05/12/2016

humne dekhi hai khushi un ki aakho me jab wo mili thi pahli bar hume.
na jane kyo aaj wo dukhi thi sayed unhe bhi aheshas tha humari mohabat ka

05/12/2016

Tere Naam Se Mohabbat Ki Hai,
Tere Ehsaas Se Mohabbat Ki Hai,
Tum Pass Nahi Ho Mere Phir Bhi,
Tumhari Yaad Se Mohabbat Ki Hai,
Kabhi Tumne Bhi Mujhe Yaad Kiya Hoga,
Maine Un Lamhaat Se Mohabbat Ki Hai,
Tum Se Milna To Ek Khwaab Sa Lagta Hai,
Maine Tumhare Intezar Se Bhi Mohabbat Ki Hai.

05/12/2016

Sirf Isharon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Lafazon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Ban Ke Rah Jaata ‘Taj Mahal’,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta.

20/10/2016

wo galiya wo bachapan ke school use mai dhud raha hu kaha hai mera hundushtan jise mai dhud raha hu.
wo galiya wo kachi sadake use mai dhud raha hu kaha hai mere hindustan jise mai dhud raha hu.
wo urdu gajle wo hindi gan wo deshi kapde or purvi tan kaha hai mera hindustan use mai dhud raha hu.
wo bangladesh wo pakishtan jo tha pura hindustan use mai dhud raha hu kaha hai wo mera hindustan jise mai dhud raha hu

01/06/2016

Bahut Khoobsurat Ho Tum
Khud Ko Duniya Ki Buri Nazar Se Bachaya Karo
Sirf Aankhon Mein Kajal Hi Kafi Nahi
Gale Mein Nimbu-Mirch Aur Chappal Bhi Latkaya Karo

14/05/2016

Kisi ki intzar me jindgi bitane ka irada hai mill jaye agar wo to duniya ki sari khushi rakh dunga uske kadmo me mera ye wada hai...

Address

Delhi
110085

Telephone

8744048816

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shayri terminal by SAROJ posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share