28/09/2026
Office mein mann laga kar kaam karne ke tareeke:
Step 1: Phone nikalo.
Step 2: Important dikhne ki acting karo.
Step 3: Screen ko seriously dekho.
Step 4: Laptop ko bilkul ignore karo.
Aur jab manager paas aaye:
Bas ek important client update check kar raha tha.
Office mein kaam karna ek skill hai.
Busy dikhna alag skill hai.